JAAN KI HIFAZAT
NAQSH NO 18 (JAAN KI
HIFAZAT): Har Insan ko moat ka maza chakhna hai aur ye aisi haqeeqat hai jisay
tala nahi ja sakta magar jo Insan kisi zalim k hathon marta hai ya anjanay
hadsat accident, bomb blast, aghwa ho jana, dehshat gardi, larai jhagra, khoon
kharaba, khandani dushmani aur ranjishon ki bina par apni ya apnay kisi azeez
ki jaan ganwa deta hai to wo na haq moat marta hai jisay Allah nay haram qarar
diya hai.
No comments:
Post a Comment