Aisay maa baap jo bachon ki hifazat k liye kisi pareshani k anay se
pehle hi Rohani Tahafuz chahte hain to wo is Naqsh se zarur faizyab hon. Hamary
Rohani Mahreen nay ye Naqsh Bachon ki Rohani Hifazat ko mad e nazar rakhte huye
tayar kiya hai. Is Naqsh k andr Quran Pak ki un Ayat ki Rohaniyat ka istemal
kiya gaya hai jo Insan ko har qisam k dushman, jadu tona aur nazar e bad k
asrat se mehfooz kar k Allah ki pana mein rakhti hain. In Qurani Ayat k faiz ka
zabardast mushahida karne k baad un Ayat ki Rohaniat ko is Naqsh main tarteeb
day diya gaya hai. Agar koi maa baap bachon ki hifazat k liye is Naqsh k fori
Rohani Faiz ka mushahida karna chahte hain to is Naqsh ko bachon k naam mansoob
karwaen.
For
Male: +92323-4028555
Female: +92323-7718185-7
Skype: pray.all